No reviews yet.
De Dana Dan ek mazedar, gudgudane waali kahani hain. Is kahani mein murge hain, murgiyan hain, aur ek drusht kouwa hai.
Shastriji khushal anandnagar ke mukhiya hain aur unke paas har samasya ka tod hai. Lekin jab Kalia ki buri nazar Anandnagar par padti hai tab Shastriji ke sabhi paitren unhi par bhari padte hain.
To kya Kalia ki sharaten kabhi khatam hongi? Aakhir koun sikhayega Kalia ko sabak?